Whatsapp par voice command kaise use karen.
Hello friends aaj ham janenge ki kaise WHATSAPP par ham bol kar likh sakte hain.Matlab ham jo bolenge likh jayega.Is ki madad se ham aasani se WHATSAPP par likh sakte hain bina type kiye.
To chaliye jaante hain is gadget ke baare main.Aur isko kaise use karte hain.
1-APNE WHATSAPP KO MOBILE MAIN "ON "KARIYE.
![]() |
3-AB TEXT LIKHNE KE LIYE KEYBOARD OPEN KAREN .FIR JAHAN PAR RED COLOUR SE DOT BAN RAHA HAI WAHAN CLICK KARE (JAISE IS IMAGE MAIN DIKHAYA HAI)
HO SAKTA HAI KI KISI KE MOBILE MAIN KOI AUR KEYBOARD HO TO JAHAN BHI YEH CHOTA SPEAKER DIKHE WAHAN CLICK KARO.
4-AB EK OPTION KHULEGA JIS MAIN EK CIRCLE MAIN EK SPEAKER BAN RAHA HOGA
(JAISE IMAGE MAIN DIKHAYA HAI JO RED SPOT HAI USKO CLICK KARO)
US KO HOLD KAR KE RAKHO FIR JO KUCH BOLNA HAI WO BOLO JAISA LIKHNA HAI
![]() |
Speaker sign |
AB JO KUCH AAP NE BOLA HAI WO LIKH JAYEGA.
AB ISKO KISI KO BHI SEND KARO.
VOICE COMMAND KI LANGUAGE KAISE CHANGE KAREN.
AAP NE UPPER WALI IMAGE MAIN DEKHA HI HAI KI JAHAN PAR PURPLE SPOT BAN RAHA HAI WAHAN ENGLISH LIKH RAHA HAI.
TOH US PAR CLICK KARO AB AAP APNI LANGUAGE SELECT KARIYE.
AB AAP KA KAAM PURA HO GAYA.
(NOTE: YEH SIRF ABHI ANDROID MOBILE MAIN HI AAYA HAI WOH BHI NEW VERSIONS MAIN.)
AGAR AAP KO KOI BHI QUESTION PUCHNA HAI TO BEJIJHAK COMMENT KAREN.
0 comments:
Post a Comment
While commenting read all the terms carefully.
1-Do not post one comment 3-4 times.
2-Do not use the wrong words in your comment.
3-Ask the questions in full details so that i may help you.
4-Do not Share any link while commenting.
5-Comment us while remmembering these points only.