Online Business.
Hello friends aaj ham jaanenge ki online paise kaise kamaye.Paise kon nahi kamana chahata hai,paise kamana sabhi ko accha lagta hai par agar ham ghar bathe hi paise kamaye to kitna accha hoga.
Ji haan ham ghar bhaithe bhi paise kama sakte hain.To chailye aaj hum jaanenge ki kaise online internet se paise kamaye.
Ab hum jaan chuke hain ki online paise kamaye jaa sakte hain.Par online paise kamane ke liye hamara blog ya website hona jaruru hai.To sabse phele apna blog banaya jaye.Aap blogger par free blog bana sakte hain.
Apna blog banana ke baad ab aap apne blog par acchi si post type karen.Ab aapko apne blog par kam se kam 50 post likhni hain.Ab aapka blog earnings karne ke liye tayiaar hai.Ab in kuch tareeko se blog par paise kamaye.

Read:Post ko kaise SEO friendly banaaye.
Ji haan ham ghar bhaithe bhi paise kama sakte hain.To chailye aaj hum jaanenge ki kaise online internet se paise kamaye.
Read:Travel india.
Ab hum jaan chuke hain ki online paise kamaye jaa sakte hain.Par online paise kamane ke liye hamara blog ya website hona jaruru hai.To sabse phele apna blog banaya jaye.Aap blogger par free blog bana sakte hain.
Read:Blogger par blog kaise banate hain.
Apna blog banana ke baad ab aap apne blog par acchi si post type karen.Ab aapko apne blog par kam se kam 50 post likhni hain.Ab aapka blog earnings karne ke liye tayiaar hai.Ab in kuch tareeko se blog par paise kamaye.
Read:Keywords add karen post main.
Online Paise kamane ke Tareeke.
1-Google Ads se paise kamaye.
Agar aapko blog dwaara paise kamaane hain to sabse accha tareeka hai Google Adsense dwara.Adsense ke terms and policies bhaut hi kathin isliye google ads bhaut hi bada aur no.1 Ads network hai.
Google Ads lagaane ke liye india main blog 6months puraana hona chahiye halaanki youtube ki maddad se ek din main hi ads lag sakte hain par accha ye hi hai ki aap 6 months baad hi lagaaye.
Read:Knowledge guides.
2-Bidvertiser se paise kamaye.
Bidvertiser ke bids lagaane se bhi paise kamaaye ja sakte hain aur bidvertiser ke rules thode easy bhi hain.Agar aapko bidvertiser par ads lagaane hain to aapke blog ka domain name hona jaruri hai.
Agar aapko bidvertiser ke ads lagaane hain to aapko phele bidvertiser main signup karna hoga phir uske baad codes ko blog main add karna hoga.
Read:On-page SEO.
3-Affilate Programs ka hissa bane.
Affiliates ke dwara paise kamaana accha aur professional tareeka hai par is main ek choti si problem hai ki jab bhi visitor kuch purchase karega to aapko uska comission milega aur iske liye aacha traffic hona jaruri hai jo ki naye blogs par nahi hota hai.
Read:Off-page SEO.
Aap agar affiliate program ka use karna chahte hain to aap Flipkart,amazon,jabong,snapdeal,etc ka use kar sakte hain.
To Friends hamne ab seekh liya hai ki kaise online paise kamaaye jayenge.Is ke alaawa aap chitika,revenuehits aur bhaut si company ke ads laga sakte hai.
In kuch aur ads company ke ads lagaane ke liye hamko "Subscribe"jarur karen.Aur agar koi bhi problem hai to comment jarur karen.
Read:Permalink kaise add karen blog main.
In kuch aur ads company ke ads lagaane ke liye hamko "Subscribe"jarur karen.Aur agar koi bhi problem hai to comment jarur karen.
http://www.helpingguides.in/2016/03/online-paise-kaise-kamaye.html
ReplyDelete