SEO TIPS.
Hello dosto aaj hum jaanenge ki apni post ko jaldi se search main kaise laaya jaaye.Sirf post likhne ke tareeko se hi hum blog post ko 60% jaldi search main laa sakte hain.
Starting main sabhi bloggers ko bhaut hi pareshaani hoti hai ki unki post search main jaldi laane main aur visitors ko badhaanemain.
Par jab aap ka blog kuch puraana ho jaata hai to aap ko experience ho jaata hai ki kaise search main jaldi laye post ko.
Ab agar post ko search main jaldi laana hai to kuch special tareeke hone chaahiye.To chaliye jaante hai in tareekon ke baare main.
10 SEO TIPS POST KO JALDI SEARCH MAIN LAANE KE LIYE.
1.Keywords add karen.
Jab bhi post ko Jaldi search main laane ki baat hoti hai to sabse phele keywords aate hain.
Ye hamare blog ke liye bhaut hi jaruri hote hain aur hame apne blog main keywords ka use jarur karna chaahiye.Dhyaan rahe ki ek keywords ko sirf 6-8 baar hi add karen.
2.Google Search console main blog ko verify karen.
Apne blogpost ko google search main jaldi laane ke liye google search console main apna blog search console main submit karen.
Par sirf search console main blog add karne se hi kuch nahi hoga.Aap Ane blog ka sitemap add karen search console main.
3.Search Description add karen.
Agar aap ane blog ka accha look chahte hain aur post ko jaldi search main laana chahte hai to search description jarur add karen.
Aap search description kam se kam 80 words ki post ki summary likhe.
4.Post ko sitemap main submit karen.
Post ko sitemap main submit kariye.Waise toh google hamari site ko lagbhag ek din main search main laata hai par sitemap main post submit karne se hamari post jaldi search main aa jaati hai.
SITEMAP
Yeh ek bhaut hi accha tareeka hai post ko jaldi search main laane ka.
5.Social sites main add karne se.
Jab bhi ham apni post ka link address kisi social site jaise facebook,google+,twitter,pinerest,etc to hamari site ke page ki link bhi jaldi post ko jaldi search main laane main madad kar sakti hai.
Yeh waise ek Seo tips hai jis ke kaaran hamari post 5-10% jaldi search main aa sakti hai.Yeh bhi ek tareeka hai post ko jaldi se search main laane ka.
SPECIAL NOTE.
Hamko google+ par follow karen aur hame facebook par like karen.Aap helpingguides ko subscribe bhi kar sakte hai aur agar aap ke kuch bhi sawaal ya tips hain hamare liye to comment karen.
0 comments:
Post a Comment
While commenting read all the terms carefully.
1-Do not post one comment 3-4 times.
2-Do not use the wrong words in your comment.
3-Ask the questions in full details so that i may help you.
4-Do not Share any link while commenting.
5-Comment us while remmembering these points only.