BLOG MAIN LABELS AUR PERMALINKS KAISE ADD KARTE HAIN
Hello,friend Aaj hum step by step jaanenge ki kaise blog main labels add karte hain.Aur Permalink kaise lagate hain.
Labels.
Labels hamare blog ke liye bhaut jaruri hote hain.
Label matlab hamare blog post ki ek one-word summary jis par visitors click karke hamari us label se related hamari saari post dekh sakte hain.
Permalink.
Also read:Kaise post SEO friendly banaye.
To chaliye shuru karte hain:
- Labels Kaise Add Karen
4.Ab niche search karne par Labels par click karen.
6.Ab aap jab bhi apni post main labels add karenge to wo blog par apne aap aa jayenge.Jaise is picture main diya hua hai.
Post main Labels add karen:
Aap new post par ya fir existing post par click karen fir screen ki Right-Hand-Side par Labels parclick karen.
Ab aap labels banaye matlab aap kis cheez se related post likh rahe hain.
Jaise agar maine labels ke upar post likhi hai to main Blogging label likhunga.
Also read:Some of the new jobs in India
- Permalink kaise lagaye.
2.Ab Right-Hand-Side main labels se 3rd no. Permalink wale tab par click karen.
3.Ab aap custom permalink par click karen aur fir aap apni post ke liye link banaye.
To Dosto ab hamne seekh liya hai ki kaise labels aur permalink add karen.Agar ab bhi aap ko koi pareshani hai to comment karke hame bataye.
Agar aap kuch aur post chahte hai to comment main avashya likhe.
hello friends agar aapke paas koi bhi question ho to comment jarur kariye
ReplyDeleteBhaut aachi post hai
ReplyDelete